Skip to main content

18th Safar 1434 A.H - Majalis and Juloos

Inshalla har saal ki tarah is saal bhi

 

baroz-e-Mangal 18th Safar 1434 A.H  (Tue 1st January 2013) ba waqt shaam 5 p.m ek majlis rakhi gayee hai

 

Baad Majlis Shabih-e-Zulzana, Taboot, Gahwara, Alam Mubarak baramad hoga.

 

Yeh Juloos Gate no.7, Near Fish Market se Gate no.5 tak gayega.

 

Aur Juloos ke baad, ek Majlis jisko Zakir-e-Ahle Bayt Maulana Asgar Husain Sahab Khitab farmayenge.

 

Ladies Ashra-e-Majalis ka silsila 23rd Dec 2012 ko theek sham 5 p.m ko Chehlum Committe, gate no.7 me rakha gaya ghai.

 

Tamam Anjuman apne alam ke hamrah shirkat kare.

 

Mastooraat ke liye parde ka maaqool intezaam hai.

 

Bus Root No: 273, 207, 180, 359, 459, 256 (Malwani Bus Depot)

 

Address:

MALWANI CHEHLUM JAMAT WELFARE SOCIETY

Registration No. Maharashtra State/MUMBAI/277/2010/G.B.B.S.D

Address: 11/2 Sai Colony, Behind St Paul. High School,

Malwani Malad(W), M-95.

Vice President Sardar Hussain 9892242649

Secratary Shamim Hyder (Kajju)

Popular posts from this blog

Kya Rahib aur fitrus farishta ka waqia sahih hai?

क्या फरिश्ता फितरुस और राहिब का वाक्य सही है? کیا فرشتہ فطرس اور راہب کا واقعہ صحیح ہے؟ Kya Rahib aur fitrus farishta ka waqia sahih hai? Yeh sawal hum ne Grand Ayatullah Shaikh Muhammad Hussain Najafi se December 2012 me kiya tha, unka jawab yaha attached kiya gaya hai Waqia of Fitrus:  When Imam Husain (AS) was born, Allah sent down the angel Jibrail (AS) to congratulate the family.On the way down from the heavens angel Jibrail (AS) passed an island, on which the angel Fitrus was sent to by Allah because he had been naughty. Fitrus had also had his wings taken away by Allah.When Fitrus saw Jibrail (AS) he asked him where he was going. Jibrail (AS) told him that he was going to congratulate the Holy Prophet (SAW) and his family on the birth of Imam Husain (AS).Fitrus asked if he could also go with him. Jibrail (AS) agreed with the permission of Allah and so carried him down to earth.When the angels reached the Holy Prophet (SAW) and congratulated him and his family

Khaliq aur Raziq khuda ke siwa koi nahi - gulu karne wala ko muh tod jawab

For praying DUA (eg: help/dua/hajat/rizq/aulad etc), which is correct answer according to Hadith and Quran? 1. Asking directly from Allah (SWT) with the Waseela of Masoomeen (A.S) 2. Asking directly Masoomeen (A.S) (of course Allah is the main source) 3. Both options are correct Kaun Dua Qabool karta hai?: Tumhare Rab ne farmaya hai Mujhe pukaaro mai Tumhari Dua qabool karonga beshak jo log meri ibaadat sarkashi karte hain, anqareeb wo zaleel hokar dozakh me dakhil honge. (40:60) Allah(SWT) ne farmaya char khaslate hain jin me se ek mere liya hai, ek tere liye hai, ek tere aur mere darmiyan hai aur ek tere darmiya aur mere dosre bando ke darmiya. 1. Jo khaas mere liya hai wo to yeh hai ke meri hi ibadat kar aur mere saath shareekna kar. 2. Aur jo tera haq mujh par hai wo yeh ke tere har amal-e-khair ka bharpoor badla mai tujhe dunga. 3. Aur jo tere mere darmiya hai wo DUA kar, mai qabool kiya karonga 4. aur chauti khaslat jo tere aur m

The Prophet Crying For Imam al-Husain

The Prophet Crying For Imam al-Husain ===================================== Narrated Salma:        "I went to visit Umm Salamah and found her weeping. I asked her what      was making her weep and she replied that she had seen Allah's                                               ^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^      Messenger (PBUH&HF) (meaning in a dream) with dust on his head and      ^^^^^^^^^^                               ^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^      beard. She asked him what was the matter and he replied, `I have just      ^^^^^      been present at the slaying of al-Husayn.'"   - Sahih Tirmidhi, per: - Mishkat al-Masabih, by Khatib al-Tabrizi, English Version, Tdadition #6157   Narrated Abdullah Ibn Abbas:        One day at midday he saw in a dream the Prophet (PBUH&HF) dishevelled                                          ^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^      and dusty w