Skip to main content

Posts

MOBILE ANDROID APPS DEVELOPMENT - FREELANCING IN MUMBAI

Android Mobile App And Php Developer Freelancer: Mobile App or website for school, business or for several other needs of individual can be developed. We can also convert your existing website into android mobile apps .apk format. Please contact me for developing mobile apps for you. Aims:  -Customer satisfaction by delivering the applications faster, Cheaper and with high quality.  -Creativity and innovation along with technical competency to deliver high quality, effective, efficient and user-friendly applications that meet our clients expectations.  -Develop high quality ,Fast and Secure mobile Applications If you are looking for android apps development, you can contact me through phpzee.blogspot.com

Imam-e-Zamana A.S - rubayee

Us Noor Ki Aamad Bhi Badi Dhoom Se Hogi Kam Zarf Jo Hogi To Pighal Jayegi Aankhe Ashqe Game Shabbir Se Palko Ko Bhigolo Warna Use Dekhoge To Jal Jayegi Aankhe   Ibadaton Ko Meri Intizaam Ho Jaey, Aqidaton Ka Bhi Kuch Ehtamam Ho Jaey, Bhatak Rahay Ho Andheron Main Roshni K Liye, Dua Karo K Zahoor-E-Imam Ho Jaey   Khoone Husain Ka Inteqam Abhi Baki Hy Zulfiqar Ka Munkiro Par Chalna Abhi Baki Hy Lehrana Haq Ka Parcham Abhi Baki Hai Aayega Mehdi Jab Rukh Se Naqab Hata Kar Zulfiqar Bhi Layega Haq Ka Parcham Lehrakar This email has been checked for viruses by Avast antivirus software. www.avast.com

Sifaat e shia

Sifat-e-Shia Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Hamare Shia parhezgaar, waada wafa karnewale aur amaanat ko lautaane wale hote hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Ali(as) k Shia apne Khaaliq k liye amal karte hain. Usi se sawaab ki ummid aur azaab ka khauf rakhte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): "Hamare Shia hamara hukm tasleem karte hain aur hamare aqwaal (ahadith) par amal karte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Khuda ki qasam! Ali(as) k Shia apne pet aur sharmgaah ko haraam cheezo'n se mehfuz rakhte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): "Shia hum me se hain, unki paidaish hamari mitti se hui hai. Unka dost hamara dost, unka dushman hamara dushman hai" [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Yaqinan Ali(as) k Shia pet khaali, hont khushk(dry) aur meherbaan hote hain." [Mishkat ul Anwar, Volume 58] Ima...

Namaz me haath bandhna

نماز میں ہاتھ کھولنا یاباندھنا؟ اہل سنّت کے تین نظریات نجم الدین طبسی خلاصہ : ہمیں (اہل سنّت کی) کوئی ایسی کتاب نہیں ملی جس میں ( نماز میں ہاتھ باندھنے کو) واجب قرار دیا گیا ہو اور وجوب کی نسبت صرف اہل سنّت عوام کی طرف دی جاتی ہے .کتب اہل سنّت میں اس سلسلے میں بیان کی جانے والی روایات وآثار کی تعداد (قطع نظر اس سے کہ ان کی سند ضعیف ہے)بیس تک جا پہنچتی ہے ان میں سے ایک روایت ابو حازم سے صحیح بخاری میں نقل ہوئی ہے ۔ متن: اہل سنّت میں نماز میں ہاتھ باندھنے کے بارے میں تین طرح کے مختلف نظریا ت پائے جاتے ہیں: ١۔مکروہ ہے. ٢۔ اس کا انجام دینا کراہت نہیں رکھتا اور ترک کرنا مستحب نہیں ہے . ٣۔ مستحب ہے.( ١) ہمیں (اہل سنّت کی) کوئی ایسی کتاب نہیں ملی جس میں ( نماز میں ہاتھ باندھنے کو) واجب قرار دیا گیا ہو اور وجوب کی نسبت صرف اہل سنّت عوام کی طرف دی جاتی ہے .(٢) کتب اہل سنّت میں اس سلسلے میں بیان کی جانے والی روایات وآثار کی تعداد (قطع نظر اس سے کہ ان کی سند ضعیف ہے)بیس تک جا پہنچتی ہے ان میں سے ایک روایت ابو حازم سے صحیح بخاری میں نقل ہوئی ہے ۔(٣)لیکن جیسا کہ عینی نے ...

Muslim Unite Sunni and Shia Another Map of Ghadeer Khumm

Assalamo Alaikom , Brothers and Sisters   Attached and embedded is the same map I sent you yesterday for the geographical location of the historic Ghadeer (or Ghadir) Khumm event, but this time I have added to it the names of places in English for the benefit of most members of this great Group, perhaps some members would like to use it in an article, a book, an essay, a thesis…, etc.   Also, our dear and most respectful Brother, ZAHEER, was kind to share with me yesterday some of the correspondence which he exchanged with some of our Sunni brothers. I thought a lot about this correspondence after performing the Fajr prayers today, so much so that I could not get any more sleep; therefore, I want to share with you my thoughts on this "Shi`a-Sunni" subject:   Allah's mercy and Paradise is spacious, very, very spacious, it has room in it for the Sunnis and for the Shi`as, the good ones, of course, as well as for non-Muslims. Contempl...

Aayato ke lab be bhi madh o sana zahra (SA) ki hai

Aayato Ke Lab Pe Bhi Madh O Sana Zahra (Sa) Ki Hai   1 Aaj Ki Mehfil Nabi Ki Mahlaqaa Zahra Ki Hai Yani Ye Makhsoos Midhat-E-Sayyeda Zahra Ki Hai   2 Mehfil-E-Pur Noor Bint-E-Mustufa Zahra Ki Hai Ba Adab Baitho Yaha Jaari Sana Zahra Ki Hai   3 Bizatum Minni Pidar Jisko Kahe Wo Dahar Me Aaj Nazil Ho Gayee Yeh Ibteda Zahra Ki Hai   4 Itrat-O-Quraa Se Jiski Ho Gayee Wabastagi Roze Mahshar Us Ki Qismat Me Shifa Zahra Ki Hai   5 Cheh Mahine Tak Musalsal Ye Batathe The Nabi Aaya-Ye-Tatheer Ki Zamin Rida Zahra Ki Hai   6 Ay Yahoodi Kar Le Koshish Har Tarah Ke Makar Se Mit Nahi Sakte Hussaini Ye Dua Zahra Ki Hai   7 Padhte Hain Tasbihe Zahra Hum Jo Baade Har Namaz Ye Ibadat Ka Saleeqa Ibteda Zahra Ki Hai   8 Wo Itaa'At, Wo Qana'At Wo Wafa Hai La Misaal Apne Shauhar Ke Liye Jaisee Wafa Zahra Ki Hai   9 Farsh Y...

18th Safar 1434 A.H - Majalis and Juloos

Inshalla har saal ki tarah is saal bhi   baroz-e-Mangal 18th Safar 1434 A.H  (Tue 1st January 2013) ba waqt shaam 5 p.m ek majlis rakhi gayee hai   Baad Majlis Shabih-e-Zulzana, Taboot, Gahwara, Alam Mubarak baramad hoga.   Yeh Juloos Gate no.7, Near Fish Market se Gate no.5 tak gayega.   Aur Juloos ke baad, ek Majlis jisko Zakir-e-Ahle Bayt Maulana Asgar Husain Sahab Khitab farmayenge.   Ladies Ashra-e-Majalis ka silsila 23rd Dec 2012 ko theek sham 5 p.m ko Chehlum Committe, gate no.7 me rakha gaya ghai.   Tamam Anjuman apne alam ke hamrah shirkat kare.   Mastooraat ke liye parde ka maaqool intezaam hai.   Bus Root No: 273, 207, 180, 359, 459, 256 (Malwani Bus Depot)   Address: MALWANI CHEHLUM JAMAT WELFARE SOCIETY Registration No. Maharashtra State/MUMBAI/277/2010/G.B.B.S.D Address: 11/2 Sai Colony, Behind St Paul. High School, Malwani Mal...