For praying DUA (eg: help/dua/hajat/rizq/aulad etc), which is correct answer according to Hadith and Quran? 1. Asking directly from Allah (SWT) with the Waseela of Masoomeen (A.S) 2. Asking directly Masoomeen (A.S) (of course Allah is the main source) 3. Both options are correct Kaun Dua Qabool karta hai?: Tumhare Rab ne farmaya hai Mujhe pukaaro mai Tumhari Dua qabool karonga beshak jo log meri ibaadat sarkashi karte hain, anqareeb wo zaleel hokar dozakh me dakhil honge. (40:60) Allah(SWT) ne farmaya char khaslate hain jin me se ek mere liya hai, ek tere liye hai, ek tere aur mere darmiyan hai aur ek tere darmiya aur mere dosre bando ke darmiya. 1. Jo khaas mere liya hai wo to yeh hai ke meri hi ibadat kar aur mere saath shareekna kar. 2. Aur jo tera haq mujh par hai wo yeh ke tere har amal-e-khair ka bharpoor badla mai tujhe dunga. 3. Aur jo tere mere darmiya hai wo DUA kar, mai qabool kiya karonga 4. aur chauti khaslat jo tere aur m...