Skip to main content

Posts

Mother - Woman

Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai Maa Tab Kahi JaKar 'Raza' Thora Suku Pati Hai Maa   Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye Choot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai Maa     Oadthi hai hasrathoan ka khud to bosida kafan chahatoan ka payrahan bachoan ko pehnathi hai maa   Ek ek hasrath ko apne azm wo istekhal se Anso'oan se ghusl de ker khud hi dhafna thi hai maa   Bhuka rehne hi nahi dethi yateemon ko khabhi Jane kiskis se kahan se mang kar lati hai maa   Haddiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Ke Chain Ko Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maa Jane Kitne Barf Si Ratoon Me Aysa Bhi Hua Bacha To Chaati Pe Hai Gelay Main Soo Jati hai Maa   Jab Khilone Ko Machalta Hai Koie Ghurbat Ka Phool Aansoon Ke Saaz Par Bachay Ko Behlati Hai Maa Fiker Ke Shamshaan Me Aakhir Chitaoon Ki Ter...

23rd jan 2011 Chehlum Imam Hussain (A.S)

आज २३ जनुअरी मौलाना अली अकबर साहब ने जमात से साथ मगरिब और इशा की नमाज़ पढ़ी और बाद नमाज़ इमाम हुसैन अलैस्सलाम की चेहलूम की मजलिस किताब फरमाई. उन्होंने मोहम्मद सल्लल्लाहो व आले ही वास्सल्लम और मेहदी अखुरोज़ ज़मान अलैस्सलाम के फ़ाज़िल और बीबी सकीना सलाम उल्लाह के मसीब खिताब फ़रमाया.

23rd Jan, 18th Safar - Juloos-e-Arbaeen

Maulana Ali Akbar Inshalla har saal ki tarah is saal bhi 18 Safar 1432 Hijri baroz-e-Itwaar ( Sunday 23rd January 2011) ba waqt shaam 5 p.m ek majlis rakhi gayee hai jisme Aali Janab Maulana Ali Akbar Sahab Qibla khitaab farmayenge. Baad Majlis Shabih-e-Zulzana, Taboot, Gahwara, Alam Mubarak baramad hoga. Yeh Juloos Gate no.7, Near Fish Market se Gate no.5 tak gayega. Baad Ikhtetam Juloos, Ek Majlis jisko Zakir-e-Ahle Bayt Maulana Asgar Husain Sahab Khitab farmayenge. Ladies Ashra-e-Majalis ka silsila 14th Jan 2011 se sham 5 p.m muaq'eed kiya gaya hai. Tamam Anjuman apne alam ke hamrah shirkat kare. Waqt ka khaas khayal rakhe. Mastooraat ke liye parde ka maqool intezaam hai. Bus Root No: 273, 207, 180, 359, 459, 256 (Malwani Bus Depot) Address: MALWANI CHEHLUM JAMAT WELFARE SOCIETY Registration No. Maharashtra State/MUMBAI/277/2010/G.B.B.S.D Address: 11/2 Sai Colony, Behind St Paul. High School, Malwani Malad(W), M-95. Vice President Sardar H...

Our 20 questions

Our 20 questions... Maulana Ghulam Hussain Na'eemi of Sahiwa'al, Pakistan was a Sunni scholar who after considerable research converted to the Shi'a Ithna Ashari Faith. The rationale for his conversion was that he had questions that he found the Ahlul' Sunnah Ulema could not answer satisfactorily. These are those questions; they remain unanswered to this day. Tragically he was martyred for his beliefs, may Allah (swt) reward him and grant him a place in Paradise. Footnotes have been added for the purposes of further clarity. 1. History testifies that when Hadhrath Muhammad (saaws) declared his Prophethood (saaws), the Quraysh1 subjected the Bani Hashim to a boycott. Hadhrath Abu Talib (as) took the tribe to an area called Shib Abi Talib where they remained for three years, suffering from immense hardship. Where were Hadhrath Abu Bakr and Hadhrath Umar during that period? They were in Makkah so why did they not help the Holy Prophet (saaws)? If ...

Curse on Hurmula

Janab-e-Ali Asgar (A.S) Abdullah "Ali al-Asghar" ("Youngest Ali") ibn Hussain was born in Medina, and was one of the three sons of Hussain. The other two were Imam Zain ul-Abideen, and Ali Akbar ibn Hussain, who Yazid's forces also killed in the Battle of Karbala. His sister was Sakinah bint Hussain. On the morning of 10th Muharram Ali Asgher, fell from the cradle hearing the cry of his father Hussain. Hussain Ibn-Ali was called, and when he came, he saw the thirst that was gradually killing Ali Asgher. Therefore, he asked permission of his wife who was the mother of Ali-Asgher to take him to the battle field and ask his enemies for water. Hussain introduced his son Ali-Asgher and asked water for his son. The Army of Yazid was so grieved that they began questioning their belief in Yazeed and his ruling. Ibn-Zyad, the Commander of the Army of Yazid, ordered Hurmala to kill this child. Hussain, in seeing this, put Ali-Asgher on the ground and told ...

Article by Syed Salman Chishty

Article by Syed Salman Chishty, humble Khadim of Khawaja Gharib Nawaz, Ajmer sharif Imam Hussain: The Beloved of the Beloved by Syed Salman Chishty Shah Ast Hussain Among the Belivers are Men ,who delivered their promise to Allah (Ayah 23/ Surah Al-Ahzab) On the 10th of Muharram, 61 after Hijrah (680 AD) Hz.Imam Hussain was martyred by the army of Yazid. This tragedy shook the Muslim world and continues to be remembered by those who love the Prophet (saw) and his family. The death of Hz.Imam Hussain , his struggle for truth, justice and the greatness of Islam is still remembered and commemorated today. Hz.Imam Hussain ibn Ali ibn Abi Talib was the grandson of the Prophet (saw). As a young man he was very pious, intelligent and extremely handsome. Historians have said he looked very similar to the Prophet (saw). The Prophet (saw) loved his grandson very much. On one occasion the Prophet leading the prayer. As he went into prostration (sajda), the young Hz. Hussain climbed ont...

Muharram Ka Chand

Sughra Ko Rulata Hai Yeh Chand Muharram Ka Sughra ko rulata hai yeh chand Muharram ka. Jab samnai aata hai yeh chand Muharram ka. 1)  Ham surat-e-Zahra sai bahi kai bicharnai ki      Khatoon-e-qiyamat kai ghar baar ujar nai ki      Rudad sunata hai yeh chand muharram ka. 2)  Kata hai gala logo seh roz kai piyasai ka      Pamal huwa lasha Ahmed kai nawasai ka      Haar ik ko batata hai yeh chand Muharram ka. 3)  Tasweer dikhata hai Ahmed ki jawani ki      Haar shaks ko dunya main Kerbal ki kahani ki      Tafsir batata hai yeh chand Muharram ka. 4)  Karbal ki ziyarat ko jo ankh tarap ti thi      Shabbir terai gham main jo ankh barasti thi      Us ankh ko bhata hai yeh chand Muharram ka. 5)  Imran ko shabber ko khatoon-e-qiyamat ko      Haider ki qasam mazha...