Skip to main content

Posts

Showing posts from 2015

MOBILE ANDROID APPS DEVELOPMENT - FREELANCING IN MUMBAI

Android Mobile App And Php Developer Freelancer: Mobile App or website for school, business or for several other needs of individual can be developed. We can also convert your existing website into android mobile apps .apk format. Please contact me for developing mobile apps for you. Aims:  -Customer satisfaction by delivering the applications faster, Cheaper and with high quality.  -Creativity and innovation along with technical competency to deliver high quality, effective, efficient and user-friendly applications that meet our clients expectations.  -Develop high quality ,Fast and Secure mobile Applications If you are looking for android apps development, you can contact me through phpzee.blogspot.com

Imam-e-Zamana A.S - rubayee

Us Noor Ki Aamad Bhi Badi Dhoom Se Hogi Kam Zarf Jo Hogi To Pighal Jayegi Aankhe Ashqe Game Shabbir Se Palko Ko Bhigolo Warna Use Dekhoge To Jal Jayegi Aankhe   Ibadaton Ko Meri Intizaam Ho Jaey, Aqidaton Ka Bhi Kuch Ehtamam Ho Jaey, Bhatak Rahay Ho Andheron Main Roshni K Liye, Dua Karo K Zahoor-E-Imam Ho Jaey   Khoone Husain Ka Inteqam Abhi Baki Hy Zulfiqar Ka Munkiro Par Chalna Abhi Baki Hy Lehrana Haq Ka Parcham Abhi Baki Hai Aayega Mehdi Jab Rukh Se Naqab Hata Kar Zulfiqar Bhi Layega Haq Ka Parcham Lehrakar This email has been checked for viruses by Avast antivirus software. www.avast.com

Sifaat e shia

Sifat-e-Shia Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Hamare Shia parhezgaar, waada wafa karnewale aur amaanat ko lautaane wale hote hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Ali(as) k Shia apne Khaaliq k liye amal karte hain. Usi se sawaab ki ummid aur azaab ka khauf rakhte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): "Hamare Shia hamara hukm tasleem karte hain aur hamare aqwaal (ahadith) par amal karte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Khuda ki qasam! Ali(as) k Shia apne pet aur sharmgaah ko haraam cheezo'n se mehfuz rakhte hain." [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): "Shia hum me se hain, unki paidaish hamari mitti se hui hai. Unka dost hamara dost, unka dushman hamara dushman hai" [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): "Yaqinan Ali(as) k Shia pet khaali, hont khushk(dry) aur meherbaan hote hain." [Mishkat ul Anwar, Volume 58] Ima...